歌曲 / 歌词

Ae Dil Hai Mushkil

Arijit SinghListen on Apple Music

歌词

Tu safar mera
Hai tu hi meri manzil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Tu mera Khuda
Tu hi duaa mein shaamil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Mujhe aazmaati hai teri kami
Meri har kami ko hai tu laazmi
Junoon hai mera
Banoon main tere qaabil
Tere bina guzaara
Ae Dil Hai Mushkil
Yeh rooh bhi meri
Yeh jism bhi mera
Utna mera nahi
Jitna hua tera
Tune diya hai jo
Woh karz hi sahi
Tujhse mila hai toh
Inaam hai mera
Mera aasmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi
Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Maana ki teri maujoodgi se
Ye zindagani mehroom hai
Jeene ka koi dooja tareeka
Na mere dil ko maaloom hai
Tujhko main kitni
Shiddat se chaahun
Chaahe tu reh na tu be-khabar
Mohtaaz manzil ka toh nahi hai
Ye ek tarfa mera safar, safar
Khoobsurat hai manzil se bhi
Meri har kami ko hai tu laazmi
Adhura hoke bhi
Hai ishq mera qaamil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil

更多歌手作品

专辑信息

Arijit Singh (All In One) →
  1. Tum Hi Ho
  2. Arijit Singh Mashup
  3. Ae Dil Hai Mushkil
  4. Bas Ek Baar
  5. Muskurane
  6. Gerua
  7. Teri Mere Kahaani
  8. Hamari Adhuri Kahani
  9. Aaj Dil Shayarana
  10. Aaj Phir
  11. Judaa
  12. Kabhi Jo Baadal Barse
  13. Khamoshiyan
  14. Lo Maan Liya
  15. Lo Maan Liya
  16. Mohenjo Mohenjo
  17. Nashe Si Chadh Gayi
  18. Tere Hoke Rehenga
  19. Sooraj Dooba Hain
  20. Salamat
  21. Sanam Re
  22. Tere Bina
  23. Suno Na Sangemarmar
  24. Khalbali
  25. Uska Hi Banana
  26. Itni Si Baat
  27. Phir Le Aya Dil
  28. Besambhle
  29. Darkhaast
  30. Enna Sona
  31. Yeh Fitoor Mera
  32. Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
  33. Ishq Mubarak
  34. Bolna
  35. Sukoon Mila
  36. Palat
  37. Neki Ki Raah
  38. Sajde
  39. Ijazat
  40. Saware
  41. Raaz Aankhein Teri
  42. Samjhawan
  43. Tu Hi Hai
  44. Yeh Ishq Hai
  45. Mast Magan
  46. Chunar
  47. Khwaishein
  48. Channa Mereya
  49. Dekh Lena
  50. Janam Janam
  51. Jiya
  52. Jaise Mera Tu
  53. Raat Bhar
  54. Baatein Ye Kabhi Na
  55. Taarefon Se
  56. Tum Saath Ho
  57. Dekha Hazaro Dafaa
  58. Hai Dil Ye Mera
  59. Desi Romance
  60. Dhokha Dhadi
  61. Laal Ishq
  62. Wat Wat Wat
  63. The Breakup Song
  64. Yaad Hai Na
  65. Zara Si Dosti
  66. Hamdard
  67. Teri Khushboo
  68. Naina
  69. Dilliwaali Girlfriend
  70. Alizeh
  71. Main Hoon Deewana Tera
  72. Mahi Aaja
  73. Bulleya
  74. Main Rang Sharbaton Ka
  75. Channa Mereya
  76. Jhoom Jhoom Ta Hun Main
  77. Kabira
  78. Ilahi
  79. Saawali Si Raat
  80. Chal Wahan Jaate Hain
  81. Dil Ke Paas
  82. Ishq Mubarak Refix
  83. Khuda
  84. Khul Kabhi
  85. Mehram
  86. Mera Ishq
  87. O Soniye
  88. Raabta
  89. Sawan Aaya Hai
  90. Soch Na Sake
  91. Oh Jaaniya
  92. Tu Hi Hai Aashiqui
  93. Zaalima
  94. Duaa
  95. Saanson Ko
  96. Mareez-E-Ishq
  97. Yaariyan
  98. Girl I Need You
  99. Phir Mohabbat
  100. Judaai
  101. Manwa Laage