歌曲 / 歌词

Pretty Woman

Ravi 'Rags' KhoteShankar MahadevanShankar Ehsaan LoyListen on Apple Music

歌词

Maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani
Use jitna dekhon utna sochon kya use main keh doon
Maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani
Maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani
Woh hai koi kali ya koi kiran ya hai koi kahani
Use jitna dekhon utna sochon kya use main keh doon
Pretty woman hey pretty woman
Dekho dekho na pretty woman pretty woman
Tum bhi kaho naa pretty woman pretty woman
Tum bhi kaho naa pretty woman
Ho maine jise abhi abhi dekha hai
Kaun hai woh anjaani woh hai koi kali ya koi kiran
Ya hai koi kahani use jitna dekhon utna sochon
Kya use main keh doon
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho naa o pretty woman
Yo pretty woman listen up girl when u feel this way
Don't u see the sunshine coming out today
You got to feel it right just like day agter night
Don't let the sunshine out of your sight
Cause I can feel you can you feel it
When I say that I can feel you here
Can u feel me when I say that I am crazy about you
Pretty woman
Sone ka rang hai sheeshe ka ang hai
Jo dekhe dang hai kya kahon hairaan main bhi hoon
Yeh kya andaaz hai itna kyun naaz hai
Iska kya raaz hain kya kahoon
Woh to pal mein khush hai pal mein khafa
Badle woh rang har ghadi
Par jo bhi dekhoon roop uskea lagti hai hai pyaari badi
Use jitna dekhon utna sochon kya use main keh doon
Pretty woman pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho naa pretty woman
Aankhon mein hai nasha zulphon mein hai ghata
Pehle hamne ada yeh haseen dekhi na thi kahin
Dekhi jo yeh pari masti dil mein bhari
Hai yeh jadogari ya nahi
Hoo natu janu kya hain naam na janu main pata
Par itna hai maine jana jise dekhle ek nazar bhar ke usko karde vo deewana
Use jitna dekhon utna sochon kya use main keh doon
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman pretty woman
Tum bhi kaho naa pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman dekho dekho na pretty woman
Pretty woman tum bhi kaho naa pretty woman

更多歌手作品

专辑信息

Shah Rukh Khan - Raja of Bollywood →
  1. Warna Cinta (Gerua - Malay Version) [From "Dilwale"]
  2. San Sanana
  3. Daayre
  4. Pretty Woman
  5. Say "Shava Shava"
  6. Maahi Ve
  7. Saajanji Ghar Aaye
  8. Bole Chudiyan
  9. Tere Naina
  10. Sajdaa
  11. Phir Bhi Dil Hai Hindustani
  12. Tujhe Yaad Na Meri Aayee
  13. Janam Janam
  14. Kuch Kuch Hota Hai
  15. Mitwa
  16. Noor E Khuda
  17. Gerua (From "Dilwale")
  18. Tukur Tukur
  19. Raat Ka Nasha
  20. Ladki Badi Anjani Hai
  21. Yeh Ladka Hai Allah
  22. Koi Mil Gaya
  23. Suraj Hua Maddham
  24. Kabhi Khushi Kabhie Gham
  25. Tumhi Dekho Naa
  26. Kabhi Alvida Naa Kehna
  27. It's the Time to Disco
  28. Kal Ho Naa Ho
  29. Aur Kya
  30. Banke Tera Jogi